Friday, January 22, 2010

MoneyDooT Ka Interview


MoneyDoot Ji Kripa Karkey Suchh-Suchh Bataiye Ki  Bazaar Ke Baazeegaron Ney Aaj Subah Kya Kiya ?


Public Ko Dara Kar
Maal Katwa Diya.



Aap Ney Kya Kiya ? Aur Kya Kar Rahen Hain ?

Pahley Aandhee Ka Mukabla Toofaan Se Kiya
Phir Toofaan Ka Mukabla Krantee Se Kiya
Ab Krantee Ka Mukabla Shanti Se Karte Huway Nifty Khareed Raha Hoon.


No comments: